Makke ke aate ki kachori & Dhaniya ki chatni.

Hello everyone to my new blog. 
Today I tell you a very tasty and healthy recipe.
Ye recipe healthy to h hi or bhut hi tasty bhi hai. 
As I told you on the topic it's MAkke ke aate ki kachori with the Dhaniya ki chatni. 
As i told you that it's very tasty and healthy too
Now i will tell you the recipe of this mouthwatering dish. 
INGREDIENTS :-
->Sabse pehle hme cahiye makke ka aata,
-> gehu ka aata makke ke aate se km, 
-> 2 barik kata huaa pyaaj 🧅, 
->2hari mirch barik kati huii, 
->Dhaniya patta barik kata huaa, 
->1tablespoo ajwain, 
->4 kaliya lahsun ki  acche se Kuti Hui, 
->1 tukra adrak kuta huaa, 
->Namak swad anusar. 

RECIPE:-
* ab Aate ko paraath Mein Lenge aur usmein pyaj hari mirch Namak ajwain Dhaniya Patta adrak lahsun Sab Ko acche se mil aaenge FIR use Pani Lekar acche se goat kar uska do banaa Lenge. 
Uske bad Chakle aur balon ke se madad se uski gol gol Puriya banaenge aur garam garam Tel Mein Dal Lenge Kaise Ham Jante Hain aur ise sunahra hone tak talenge.

Ab Jab Hamari Kachori taiyar ho chuki hai to uske sath khane ke liye Bhi To Kuchh aur chahie na to ab Ham banaenge Hamari Hai Dhaniya ki Chatni. 

Ingredients for Dhaniya ki Chatni:-

*Ab Hamen chahie Dhaniya 
*3 hari mirch 
*Aadha inch adrak 
*Char Kalyan lahsun Ki 
*Namak Swad anusar 
*aur Hamen thoda sa aawla cahiye   Agar aapke ghar mein aawla na ho to  aap aawle ka  Achar  bhi Dal sakte hain
 ab ine Sab Ko mixer Mein dalkar acche se Grand kar lenge. 
Ab Hamari chatni bhi  taiyar ho chuki hai. 
ab Ham iski plating Karenge. 
ise aap  Garma Garam parosenge  with Dhaniya ki Chatni. 

Comments

Post a Comment